Jumat, 30 Agustus 2019

Recipe: Perfect Simple naan banyn at home

Simple naan banyn at home.

Simple naan banyn at home You can have Simple naan banyn at home using 9 ingredients and 6 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of Simple naan banyn at home

  1. Prepare 2 cup of Flour.
  2. It's 1/4 cup of Yougart.
  3. Prepare 1 tbsp of Oil.
  4. It's 1 tsp of Yeast.
  5. Prepare 1 tsp of Sugar.
  6. Prepare 1 tsp of Salt.
  7. You need 1 tsp of Baking soda.
  8. Prepare of Lukewarm milk 1/2 cup r as required for making dough.
  9. It's 1 tbsp of Powdered milk.



Simple naan banyn at home step by step

  1. Aik bowl main flour, salt, sugar, baking soda, oil, powder milk, yeast r yougart dal kar pahly hath sy achi trha mix kar lyn. Then milk ko thora thora kar ky dalty jyn r soft si dough bana lyn. R upar oil laga kar half hour ya 1,2 hour ky liyay dhak kar rakh lyn. Use karny sy pahly aik br dobara hath sy goondh lyn. #phir rotti ki tarha su thora material nikal kar flour laga kar ball si bana lyn. R bail kar rotti jitna bail lyn..
  2. Taway ya non stick tavwy ko medium flame par charha dyn. Baili hoi dough ko oiling karny waly brush ki help sy paani laga lyn..
  3. Ab ahtayat sy uthayn. R hath ki help sy gelay part ko tawa par chpika dyn..
  4. Fork ki help sy pick ki tarha prick kar lyn. r jab bilkul phool jy...
  5. Toh tawa ko utha kar thora flame taiz kryn r pick ki tarha taway ko bikul aag par ulta kar ky saikh lyn jaisy rotti ko saikhty hyn. jab naan ka colour change ho jy. toh aik chamach ki madad sy usko utar lyn..
  6. Lijyay mazedar naan ready hy. Upar waly hissy ko butter lagyn. Taway wali side crunchy bany gi r upar walli soft..

0 komentar:

Posting Komentar

Cari Blog Ini

Diberdayakan oleh Blogger.